बेवफा हम भी नही
मोहोब्बत की राहों पर आज हम साथ नही
कसमे जो खाई थी , उनमे कोई बात नही |
गुजर गयी कायनात,दिल में ज़ज़्बात नही
इतनी तोहमते लगाई तूने,एक और इल्ज़ाम सही |
तेरे चेहरे पर हुज़ूर , जुदाई का गम भी नही
वफा तू ना निभा सका तो क्या,बेवफा हम भी नही |




RISHABH said,
December 29, 2007 at 1:10 pm
mahak aapki is shayri ki mahak mere dil main utar gai
pappu suryavanshi said,
July 2, 2008 at 6:54 am
ishq karna to llagta ho mot se bhi badhkar ek sja he. kisise kya shikayd kare sali apni taqdir hi bevafa he.
hemant said,
July 17, 2008 at 11:12 am
Hasi ke raste par se chala karo.khushiyon ki mahak liya karo.pyar se dil ko chua karo .tumhe bhi gam najar aajay is dost ko yad kiya karo.
pappu suryavanshi said,
July 17, 2008 at 11:16 am
Chand Ki Roshni Aapki Ho Jay Dhire Se Ye Hawa Aapse Kuch Kah Jay.Manglo Koi Tamna Ho Agar Dil Me Ham Duva Karenge KI Aapki Har Chahat Puri Ho Jay.
rohit said,
July 18, 2008 at 5:29 pm
Mehak
Tumne Hua Kia hai, Jawab kabhi kabhi nahi deti…
Akhir Kavita Uddas Kiyon ho rahi hai
Bewafa Yaad Kiyon Aa raha hai..
Yaar Ab Bata Bhi Do ki Pyari Kisse kia tha……
Rohit
dev said,
March 10, 2009 at 7:57 am
itan hasin chehra koi ku na mohabbat kar bethe.
hum to kuch bhi na chahate the aapse na jane kiase dil de bethe.
tumhe banane se pehle woh betha raha jis anjuman me
kahi wohi ek kata na kar bethe.
kahi woh bhi tumse mohabbt na kar bethe