ye anjana dil…2

 

 

# dil masum sa , naddan sa,
aur nadaan bane hum bhi
uski aur teri mehfil-e-ishq
aur badnam huyi hum bhi….

# iltaja hai tujhse meri
le ja ye dil
jo tere liye dhadakata hai
phir jo fursatien milengi
main apni hi saanson sang
rumani hona chahun….

# kya khata huyi mujhse
jo dil deewana tujhse
teri har ada se rubaru hona
yahi zidd liye sawarta hai….

# kuch aasan sa kahun
bada mushkil hai, kehta hai
tere nasha-e-khayalaton se
usse fursat mile tab na…

टिप्पणी करे