- Sochte hai tere dar par ruk jaye kabhi
Phir piroye gujre lamhein , is waqt abhi
Phir khayalon se jagta hai mann bawara
Nikal padta hai raah -e-safar , jahan mil jaye tera dil….
±++++++++++++++++++++++++++++
Tera baatien karna , mann lubhana
Tera khamosh rehna , darr satana
Bada ajeeb tera , izhar-e- ishq
Baahon mein bhara, nainon se jatana….
टिप्पणी करे